Untitled
- Viral Noax
- May 13, 2018
- 1 min read
Jaane kya baat hai usmein joh mujhe kisi aur mein nazar nahi aati … kya kashish hai un aankhon mein ki main nazar hata nahi paati … kya hai joh mujhe har pal hairan kiya karta hai … kya hai joh main tasavvur se mitta nahi paati
Comments